Get Mystery Box with random crypto!

Islam,the message of peace & truth 💖

Logo of telegram channel emaanwoyakeen — Islam,the message of peace & truth 💖 I
Logo of telegram channel emaanwoyakeen — Islam,the message of peace & truth 💖
Channel address: @emaanwoyakeen
Categories: Religion
Language: English
Subscribers: 498
Description from channel


السلام عليكم
#Quran
#Ahadees
#sunnah
#Daily_reminders
#Islamic_polls
#motivation
#halal_memes
And many more🕋🕌
For any queries contact:- @emaanwoyakeenbot

Ratings & Reviews

4.00

2 reviews

Reviews can be left only by registered users. All reviews are moderated by admins.

5 stars

1

4 stars

0

3 stars

1

2 stars

0

1 stars

0


The latest Messages 4

2021-09-02 12:46:59 YA ALLAH! AAPKA RISHTA E ULFAT AUR MERA RISHTA E ABDIYYAT SALAAMAT RAHE......

RAAH E WAFA-

SAWAAL: Bande ka ALLAH se ishq sachcha hai ye kaise maalum ho ??

JAWAB: Kam himmat aur past hosley saadiq aashiq ke nahi hosaktey... Haalaat me ghabrane waley saadiq asshiq nahi ho saktey... Isi tarah haq aur baatil ko bhi janna aasaan hota hai. Jo alaamat bataai gayin hain wo haq ke parastaaron ki hain. Aur usi ke baraks baatil ke peyrukaaron ki. In tamam sifaat ko talaash karen to Ambiya aur Shaba me payenge. Kaainaat ki har shay me ALLAH nazar aana ibtida hai ishq ki. Sachchi aur shadeed muhabbat karne walon ke hoslon ko na koi badal sakta hai na past kar sakta hai. Wo ALLAH ki muhabbat me uss ki chahaton ko pura karne ke liye apni zaat ko bhi haqeer jantey hain. Bas apne RAB se ishq karlen. Aur ishq shadeed muhabbat ko kehte hain. Aesi muhabbat ka hukm ALLAH ne Quran me diya hai. Aashiq saadiq apne RAB ki mansha ko itna apna samajhta hai, ke apni zaat bhi begaani aur anjaani lagne lagti hai. Yani har shay usi ki lagti hai, yahan tak ke apni zaat bhi nahi.... bas uski chaahat uski mansha apni lagti he.... wallah ALLAH bhi yahi dekhna chahte hain..... jis ki wo har waqt har pal har lamha hifaazat karta hai. Kyunke wo apne RAB se muhabbat me sachcha aur qavi hai.

-------------------------
69 views09:46
Open / Comment
2021-09-02 12:46:40 YA ALLAH! AAPKA RISHTA E ULFAT AUR MERA RISHTA E ABDIYAT SALAAMAT RAHE...

RAAH E WAFA-

Janna chahte ho wo asal sadaaqat aur haqeeqat jissey azal wa abad, zamaan wa makaan, jannat dozakh, duniya aakhirat wujood paa gaye. Aasmani kitaaben, tamaam Ambiya (a.s) ki zindagiyan aur saari makhluqaat wujood me aagayi. Jisne kainaat e kulliyah ko apne hisaar me le rakha. Wo sab se pehli badi haqeeqat, asal aur sachchayi 'LAA ILAAHA ILLALLAH MUHAMMAD UR RASOOLULLAH' hai. Yahi wo sabse badi haqeeqat hai. Jisko hamare NABI aakhri uz zamaan MUHAMMAD (s.a.w) ne apni qayaamat tak aane wali ummat tak pahunchane keliye tamaam zillaton, ruswaayiyon ka saamna kiya tha. Tamaam gamon aur zakhmon ko sabr wa tahammul ke saath bardasht karliya. Ummat e muslima ke har fard par uski hifaazat farz aur laazim hai. Aur uski hifaazat usey apne qalb wa jawaareh me basaakar hi ki jaa sakti hai. Bidoon iske duniya wa aakhirat ke tamaam maraahil wa manzilon par nijaat wa surkhuruyi ki koyi raah nahi hai. Bas yahi raah e wafa hai jis par gaamzan hokar hi ham apne RAB, ALLAH ko aur unki razaa wa khushnudi ko paa sakte hain.....
76 views09:46
Open / Comment
2021-09-02 11:39:41

77 views08:39
Open / Comment
2021-09-02 04:32:53
451 viewsedited  01:32
Open / Comment
2021-07-01 17:40:02 Assalamualaikum, it is time to offer isha prayer here,if isha time have been started in your place kindly offer salah now/in time
Remember ummah in your prayers
10 views14:40
Open / Comment
2021-07-01 16:32:02 Assalamualaikum, it's time to offer maghrib salah here,if maghrib time have been started in your place kindly offer salah now/in time
Remember ummah in your prayers
14 views13:32
Open / Comment
2021-07-01 16:31:09
Alhamdulillah
The perfect religion
@emaanwoyakeen
143 views13:31
Open / Comment
2021-07-01 16:28:59
Alhamdulillah
@emaanwoyakeen
54 viewsedited  13:28
Open / Comment
2021-07-01 14:35:02 Assalamualaikum, it's time to offer asar prayer here,if asar time have been started in your place kindly offer salah now/in time
Remember ummah in your prayers
15 views11:35
Open / Comment