🔥 Burn Fat Fast. Discover How! 💪

BPSC Massala

Logo of telegram channel bpscmassala — BPSC Massala B
Logo of telegram channel bpscmassala — BPSC Massala
Channel address: @bpscmassala
Categories: Uncategorized
Language: English
Subscribers: 13.70K
Description from channel

🔺 @eBPSCtalks for BPSC Discussion
🔺 @eSSCmassala for SSC Prep
🔺 @OnlyMock for SSC Mock Test
Admins: @meLancer

Ratings & Reviews

4.00

2 reviews

Reviews can be left only by registered users. All reviews are moderated by admins.

5 stars

0

4 stars

2

3 stars

0

2 stars

0

1 stars

0


The latest Messages 19

2023-02-19 06:54:13 BPSC Provisional Answer Key.
𝙹𝚘𝚒𝚗 ➺ @BPSCmassala
2.7K viewsedited  03:54
Open / Comment
2023-02-18 16:32:52
2.4K views13:32
Open / Comment
2023-02-18 16:21:39
Must obey your Parents
2.4K viewsedited  13:21
Open / Comment
2023-02-18 16:13:07
बिहार के नए महामहिम
2.5K viewsedited  13:13
Open / Comment
2023-02-18 06:52:17
CEOs of Indian Origin
1.2K views03:52
Open / Comment
2023-02-16 19:11:32
अश्लील भोजपुरी गायक और श्रोतागण सावधान

बिहार पुलिस का सराहनीय कदम
2.6K views16:11
Open / Comment
2023-02-15 09:06:58
Cutoff is always determined by toppers and not by mediocre.
2.2K views06:06
Open / Comment
2023-02-15 09:00:37 68th BPSC Mains में Essay के लिए टिप्स

• Essay ke liye aapko 4 cheeze jaruri hoti hai:

     1) Topics
     2) Format
     3) Materials
     4) Writing Practice

1) Topics: Essay ke liye sabse pehle aapko Topics ke baare mein pata hona chahiye. Aap jis exam ki taiyari kar rahe hain, uss exam mein kin Topics par Essay puche jaate hain, unke baare mein sabse pehle pata hona chahiye. Phir jab aap aise Topics ko GS ke subjects ya Current Affairs mein padhe tab aise Topics ke important points ko note kar le taaki aap inhe Essay Writing mein include kar sake.

2) Format: Essay ko ek Format mein likha jaata jisse ki aapki Essay systematic hoti hai aur kin points ko kahan likhna hai, isme aasaani hoti hai.

3) Materials: Materials se aapko particular topic ke baare mein detailed information milti hai jisse ki aap ek behtar Essay likh sakte hain.

Note: Ye 3 cheeze aapko group mein provide kar di gayi hai. Pinned Messages check kare.

4) Writing Practice: Topics, Format aur Materials ke baad ab jaruri hoti hai Essay Writing Practice ki. Writing Practice se hi aap apne Essay ko day-by-day better bana sakte hain. Jab aap khud answers likhenge aur jab aap dusre ke answers review karenge to aap khud hi Essay Writing mein better hote chalenge. Iske liye 68th BPSC PT ke baad se, iss group mein Essay Writing Practice start hogi jisse ki Answer Writing aur Peer-To-Peer Review se aapki Essay Writing Skills improve hogi.

Coaching v/s Self-study:

Aap self-study se bhi ek behter essay likh sakte hain ya aap kisi Coaching Institute ko bhi join kar sakte hain. Aap par kya suit karta hai, uske according decision le. Agar aapko lagta hai ki aap khud se kar sakte hain to aap khud se aur saat-saath kisi online medium jaise ki kisi Telegram Group se jud ke kar sakte hain. Aur, hum ye nahi keh rahe hain ki aap hamare Telegram Group ko hi join kar ke prepare kare. Aapke liye jo better lage, aap wahan prepare kar sakte hain.

Second, agar aapko lagta hai ki aap khud se prepare karne mein utna confident nahi hain to aap kisi ek acche coaching institute se jud sakte hain.

Aap khud ke baare mein behtar jaante hain, isliye aap khud ke baare mein ek behtar decision le sakte hain.

Thank You. #68th_BPSC #BPSC_68th_Mains #Copied
2.1K views06:00
Open / Comment
2023-02-14 17:17:35 Information68th Combined Main (Written) Competitive Examination - Format of Model Question Papers for General Studies-I, General Studies-II and Essay Papers

𝙹𝚘𝚒𝚗 ➺ @BPSCmassala
2.1K viewsedited  14:17
Open / Comment
2023-02-14 07:54:25
उन आँखों की दो बूंदों से समंदर भी हरे होंगे।
जब मेहंदी वाले हाथों ने मंगलसूत्र उतारे होंगे।
#4_Years_of_Pulwama
#Jai_Hind
679 views04:54
Open / Comment